Punjabi • Hindi • English • RegionalClean lyrics. Fast search.
Waqt Ka Jungle cover

Bollywood

Waqt Ka Jungle Lyrics

Armaan Malik

Singer
Armaan Malik
Album
Dobaaraa
Lyricist
Hussain Haidry
Music
Gaurav Chatterji
Label
Saregama

Music video

Waqt Ka Jungle Lyrics

EN

Waqt Ke Jungle Mein

Khoya Hai Ek Banjara


Ek Banjara


Waqt Ke Jungle Mein

Khoya Hai Ek Banjara


Ghoome Galiyon Mein

Gol Gol Zindagi

Mile Jo Bhi Lage

Zara Zara Ajnabee


Ghoome Galiyon Mein

Gol Gol Zindagi

Mile Jo Bhi Lage

Zara Zara Ajnabee


Aur Nazrein Dhoondhe

Raah Dikhaane Wala Sitaara

Waqt Ke Jungle Mein

Khoya Hai Ek Banjara


Kadam Kadam Yeh Dam Badam

Sawalon Mein Khoya Chala Jaaye

Kadam Kadam Yeh Dam Badam

Sawalon Mein Khoya Chala Jaaye Hai


Sawalon Mein Khoya

Andheron Mein Dooba


Sawalon Mein Khoya

Andheron Mein Dooba

Chala Jaaye Hai

Chala Jaaye Hai

Chala Jaaye Hai


Phire Tanha Musaafiron Sa Ghamzada

Sune Raat Bhar Aahaton Ki Yeh Sada

Aur Raat Kahe Subha Na Aayegi Dobaara


Waqt Ke Jungle Mein

Khoya Hai Ek Banjara