Punjabi • Hindi • English • RegionalClean lyrics. Fast search.
Sach Bata Mujhe cover

Hindi

Sach Bata Mujhe Lyrics

Arjun Kanungo, Shirley Setia

Singer
Arjun Kanungo, Shirley Setia
Lyricist
Arjun Kanungo
Music
Arjun Kanungo
Label
Arjun Kanungo

Music video

Sach Bata Mujhe Lyrics

EN

Shayad Tumhein

Main Chahta Hoon

Kaisa Laga Tumhein

Yeh Sunn Ke Mujhe Bata


Kya Tere Mann Mein

Hai Koyi Aur

Ya Tere Dil Mein

Na Hai Bachi Koyi Jagah


Tere Se Main Chahta

Na Sab Kuchh

Dena Bhi Toh Hai Na

Mujhko Ab Kuchh


Bas Iss Shaam Ke Liye

Sirf Sach Bata Mujhe


Bol Na Mujhe Woh Wali Baatien

Jo Zehan Se Zubaan Tak Na Aaye

Jo Bhi Saza Tu Dena Chahe

Aaj Bas Sach Bata Mujhe


Shayad Tumhein

Main Chahti Hoon

Kaise Sab Jaante Hai

Aur Tumko Na Hai Pata


Hmm..


Ho Tum Kisi Ke Na Ho Na

Dil Aadha Hai Toota Ya

Poora Sa Bikhar Gaya


Aakhir Yeh Pyar Ho Na Ho Par

Bharosa Mujhe Karna Hai

Aaj Tum Par Bas Iss Raat Ke Liye

Sirf Sach Dikha Mujhe


Chhupaya Jo Woh Hissa Tumne Sab Se

Bula Raha Mujhe Hai Wohi Kab Se

Jo Bhi Zamaana Kal Kahe

Aaj Bas Sach Bata Mujhe


Aaj Bas Sach Bata Mujhe

Aaj Bas Sach Bata Mujhe

Native Lyrics

HI

शायद तुम्हें

मैं चाहता हूँ

कैसा लगा तुम्हें

ये सुन के मुझे बता


क्या तेरे मन में

है कोई और

या तेरे दिल में

ना है बची कोई जगह


तेरे से मैं चाहता

न सब कुछ

देना भी तो है ना

मुझको अब कुछ


बस इस शाम के लिए

सिर्फ सच बता मुझे


बोल ना मुझे वो वाली बातें

जो ज़हन से ज़ुबान तक न आएं

जो भी सज़ा तू देना चाहे

आज बस सच बता मुझे


शायद तुम्हें

मैं चाहती हूँ

कैसे सब जानते हैं

और तुमको न है पता


हम…


हो तुम किसी के न हो ना

दिल आधा है टूटा या

पूरा सा बिखर गया


आखिर ये प्यार हो न हो पर

भरोसा मुझे करना है

आज तुम पर बस इस रात के लिए

सिर्फ सच दिखा मुझे


छुपाया जो वो हिस्सा तुमने सब से

बुला रहा मुझे है वही कब से

जो भी ज़माना कल कहे

आज बस सच बता मुझे


आज बस सच बता मुझे

आज बस सच बता मुझे