Punjabi • Hindi • English • RegionalClean lyrics. Fast search.
Ghar Nahi Jaana cover

Bollywood

Ghar Nahi Jaana Lyrics

Armaan Malik, Salma Agha, Zahrah S Khan

Singer
Armaan Malik, Salma Agha, Zahrah S Khan
Album
Gumraah
Lyricist
Rashmi Virag
Music
Tanishk Bagchi
Label
T-Series

Music video

Ghar Nahi Jaana Lyrics

EN

Na Naina Maane

Naina Maane Na

Maane Kehna Ji Re


Jag Jag Saari Raat

Aash Na Bhi Re


Aisi Aadat Lag Gayi Hai

Ek Kasak Si Jag Gayi Hai

Ishq Ki Toone Jo Dhun Hai Sunayi


Oo Piya Re O Piya Re

Kaid Tujhmein Yeh Jiya Re

Na Mile Mujhko Kabhi Bhi Rihaai


Yeh Duniya Jal Jaaye Jal Jaave

Badan Yeh Nach Nach Ke Thak Jaave

Subah Tak Ankhiyon Ko Neend Na Aave

Aaj Ghar Nahi Jaana


Yeh Duniya Jal Jaaye Jal Jaave

Badan Yeh Nach Nach Ke Thak Jaave

Subah Tak Ankhiyon Ko Neend Na Aave

Aaj Ghar Nahi Jana


Dil Yeh Mera Tujhmein Dhadke

Main Chalun Teri Saans Banke

Farak Koyi Bhi Nahi Kar Paave


Tu Hai Meri Main Hoon Tera

Bas Yahi Hai Khwaab Mera

Hai Dua Bas Tu Mujhe Mil Jaave


Yeh Duniya Jal Jaaye Jal Jaave

Badan Yeh Nach Nach Ke Thak Jaave

Subah Tak Ankhiyon Ko Neend Na Aave

Aaj Ghar Nahi Jana


Yeh Duniya Jal Jaaye Jal Jaave

Badan Yeh Nach Nach Ke Thak Jaave

Subah Tak Ankhiyon Ko Neend Na Aave

Aaj Ghar Nahi Jaana

Aaj Ghar Nahi Jaana


Na Naina Maane

Naina Maane Na

Maane Kehna Ji Re


Jag Jag Saari Raat

Aash Na Bhi Re