Bollywood
Sarphira Lyrics
Sreerama Chandra
- Singer
- Sreerama Chandra
- Album
- Chandu Champion
- Lyricist
- Kausar Munir
- Music
- Pritam
- Label
- T-Series
Music video
Sarphira Lyrics
ENSarphira Dil Mera
Ab Rukega Kahaan
Sarfaroshi Ka Iraada Hai
Ab Jhukega Kahaan
Sarphira
Chala Hai Seena Taan Ke
Shaan Se
Dil Ka Yeh Kaafila
Hai Khud Se Hi Haar Ke
Jeetna
Ab Toh Har Imtihaan
Bichhade Meri Raahon Mein
Aye Zindagi
Mushqilon Ka Safar
Hategi Ab Na Kabhi
Aye Zindagi
Manzilon Se Nazar
Sarfira Dil Mera
Ab Rukega Kahaan
Sarfaroshi Ka Iraada Hai
Ab Jhukega Kahaan
Khaak Mein Milke Dil
Aatish-e-Gul Hua
Jalte Jaane Ka Iraada Hai
Ab Bujhega Kahaan
Sarphira
Native Lyrics
HIसरफिरा दिल मेरा
अब रुकेगा कहाँ
सरफरोशी का इरादा है
अब झुकेगा कहाँ
सरफिरा
चला है सीना तान के
शान से
दिल का ये काफिला
है खुद से ही हार के
जीतना
अब तो हर इम्तिहान
बिछड़े मेरी राहों में
अरे ज़िन्दगी
मुश्किलों का सफर
हटेगी अब ना कभी
अरे ज़िन्दगी
मंजिलों से नज़र
सरफिरा दिल मेरा
अब रुकेगा कहाँ
सरफरोशी का इरादा है
अब झुकेगा कहाँ
खाक में मिलके दिल
आतिश-ए-गुल हुआ
जलते जाने का इरादा है
अब बुझेगा कहाँ
सरफिरा