Bollywood
Ajeeb O Gareeb Lyrics
Arijit Singh, Hansika Pareek
- Singer
- Arijit Singh, Hansika Pareek
- Album
- Azaad
- Lyricist
- Amitabh Bhattacharya
- Music
- Amit Trivedi
- Label
- Zee Music Company
Music video
Ajeeb O Gareeb Lyrics
ENAjeeb O Gareeb
Tarkeeb Lagaye Naseeb
Ajeeb O Gareeb
Hathon Ki Lakeeron Ko Ghooma Diya
Milna Nahin Tha Milwa Diya
Le Hi Aaya Dono Ko Kareeb
Ajeeb O Ghareeb
Ajeeb O Ghareeb
Tarkeeb Lagaye Naseeb
Ajeeb O Ghareeb
Udanchhu Hui Si
Saari Naaraazi Hai
Hum Unse Ho Chuke Hain
Woh Humse Raazi Hain
Kabhi Aankh Phooti
Jinko Na Bhaate The
Ab Dekho Humse Haare
Woh Dil Ki Baazi Hai
Ishq Hua
Toh Aane Lagi Tehzeeb
Ajeeb O Ghareeb
Tarkeeb Lagaye Naseeb
Ajeeb O Ghareeb
Hathon Ki Lakeeron Ko Ghooma Diya
Milna Nahin Tha Milwa Diya
Le Hi Aaya Dono Ko Kareeb
Ajeeb O Gareeb
Ajeeb O Gareeb
Tarkeeb Lagaye Naseeb
Ajeeb O Gareeb
Native Lyrics
HIअजीब-ओ-गरीब
तरकीब लगाए नसीब
अजीब-ओ-गरीब
हाथों की लकीरों को घुमा दिया
मिलना नहीं था मिलवा दिया
ले ही आया दोनों को करीब
अजीब-ओ-गरीब
अजीब-ओ-गरीब
तरकीब लगाए नसीब
अजीब-ओ-गरीब
उड़न छू हुई सी
सारी नाराजी है
हम उनसे हो चुके हैं
वो हमसे राज़ी हैं
कभी आँख फूटी
जिनको न भाते थे
अब देखो हमसे हारे
वो दिल की बाज़ी है
इश्क हुआ
तो आने लगी तहज़ीब
अजीब-ओ-गरीब
तरकीब लगाए नसीब
अजीब-ओ-गरीब
हाथों की लकीरों को घुमा दिया
मिलना नहीं था मिलवा दिया
ले ही आया दोनों को करीब
अजीब-ओ-गरीब
अजीब-ओ-गरीब
तरकीब लगाए नसीब
अजीब-ओ-गरीब