Punjabi • Hindi • English • RegionalClean lyrics. Fast search.
Hope cover

Hindi

Hope Lyrics

Maan Panu

Singer
Maan Panu
Album
I-Popstar Season 1
Lyricist
Maan Panu
Music
Aditya Pushkarna
Label
Warner Music India

Music video

Hope Lyrics

EN

Sharminda Saya Mera

Thartharata Hi Raha

Ek Roothha Pahlu Mera

Muskurata Hi Raha


Kya Nadaani Kya Samajh

Kya Hairani Kya Tadap

Ab Koyi Aaye Mujhko Bataye

Kya Sahi Kya Galat

Ab Koyi Aaye Mujhko Le Jaaye

Kya Zameen Kya Falak


Ghabrata Mann Raaton Mein

Bas Jaagta Hi Raha

Darr Jata Haalaton Se

Bas Bhaagta Hi Raha


Kya Dil Mera Kya Dhadak

Kya Andhera Kya Chamak

Ab Koyi Aaye Mujhko Bataye

Kya Sahi Kya Galat

Ab Koyi Aaye Mujhko Lai Jaaye

Kya Zameen Kya Falak


Panchhi Hain Bheji Bulaane

Tum Aao Na Karke Bahana

Takiye Pe Thodi Jagah

Chhod Ke Sota Hoon Jaana


Main Bhi To Hoon Na Jahaan Mein

Aur Hai Na Ye Apna Fasaana

Kisi Ke Hawale Safar Hai

Aur Kisi ko Hai Sab Mil Jaana


Haan Haan Haan


Ab Koi Aaye Galey Se Lagaye

Aur Dekh Le Mujhe Ek Jhalak

Ab Koi Aaye Mujhko Apnaye

Ya Thukraye Sikhaye Do Sabak