Punjabi • Hindi • English • RegionalClean lyrics. Fast search.
Ghodey Pe Sawaar cover

Hindi

Ghodey Pe Sawaar Lyrics

Sireesha Bhagavatula

Singer
Sireesha Bhagavatula
Album
Qala
Lyricist
Amitabh Bhattacharya
Music
Amit Trivedi
Label
Sony Music India

Music video

Ghodey Pe Sawaar Lyrics

EN

Koyi Kaise Unhein Yeh Samjhaye

Sajaniya Ke Mann Mein Abhi Inkaar Hai

Jaane Balma Ghode Pe Kyun Sawar Hain

Jaane Balma Ghode Pe Kyun Sawar Hain


Dheere Dheere Jatan Karne Se

Dulhaniya Ke Khulte Hriday Ke Dwaar Hai

Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain


Baalon Mein Wadh Ke Gajra Lagana

Nazdeek Aane Ka Hai Bahana

Sab Jaan Ke Bhi Chhaliya Ke Chhal Se

Mushkil Hai Bach Paana


Ho Ankhiyon Se Thag Ke Bharna

Woh Jaane Batiyon Se Zurmana


Haan Jo Main Tokun Kaha Na Mera Maane

Bhavon Ko Aise Taane Behas Bekaar Hai

Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain


Koyi Kaise Unhein Yeh Samjhaye

Sajaniya Ke Mann Mein Abhi Inkaar Hai

Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain

Jaane Balma Ghodey Pe Kyun Sawaar Hain