Punjabi • Hindi • English • RegionalClean lyrics. Fast search.
Qayde Se cover

Hindi

Qayde Se Lyrics

Arijit Singh

Singer
Arijit Singh
Album
Metro In Dino
Lyricist
Amitabh Bhattacharya
Music
Pritam
Label
T-Series

Music video

Qayde Se Lyrics

EN

Dil Jala Ke Muskurane

Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe

Lag Raha Hai Qaide Se

Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe


Dil Jala Ke Muskurane

Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe

Lag Raha Hai Kayde Se

Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe


Meri Tumhin Se Hai Jawabdari

Naraazgi Bhi Dher Saari

Tumhein Haraane Ki Zid Mein

Yeh Zindagi Tumhi Se Haari


Agar Kabhi Tumhein Rulaya

Kahan Mujhe Bhi Chain Aaya

Asal Mein Dil Nahi Tumhara

Khud Hi Ka Dukhaya


Kya Bataun Dard Leke

Kitni Rahat Hui Hai Mujhe

Lag Raha Hai Qaide Se

Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe


Thikana Jahan Tumhara

Wahin Ghar Hai Mera Aa Haan..

Hai Kandha Jahan Tumhara

Wahin Sar Hai Mera Aa Haan..


Dono Chale Toh Hai Kasam Dila Ke

Chalenge To Kadam Mila Ke

Yahan Talak Pahunche Bhi Hai

Yakeen Mein Bharam Mila Ke


Qaraar Ki Tumhin Wajah Ho

Kabhi Lage Tumhin Saza Ho

Tumhin Se Hai Takleefein Bhi

Tumhin Toh Maza Ho


Pehle Se Bhi Aur Pyari

Ab Yeh Haalat Hui Hai Mujhe

Lag Raha Hai Qaide Se

Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe


Dil Jala Ke Muskurane

Ki Jo Aadat Hui Hai Mujhe

Lag Raha Hai Qaide Se

Ab Mohabbat Hui Hai Mujhe

Native Lyrics

HI

दिल जला के मुस्कुराने

की जो आदत हुई है मुझे

लग रहा है क़ैद से

अब मोहब्बत हुई है मुझे


दिल जला के मुस्कुराने

की जो आदत हुई है मुझे

लग रहा है क़ैद से

अब मोहब्बत हुई है मुझे


मेरी तुमहीं से है जवाबदारी

नाराज़गी भी ढेर सारी

तुमें हराने की ज़िद में

ये ज़िन्दगी तुम्हीं से हारी


अगर कभी तुम्हें रुलाया

कहाँ मुझे भी चैन आया

असल में दिल नहीं तुम्हारा

ख़ुद ही का दुखाया


क्या बताऊँ दर्द लेकर

कितनी राहत हुई है मुझे

लग रहा है क़ैद से

अब मोहब्बत हुई है मुझे


ठिकाना जहाँ तुम्हारा

वहीं घर है मेरा आ हाँ..

है कंधा जहाँ तुम्हारा

वहीं सिर है मेरा आ हाँ..


दोनों चले तो है क़स्म दिला के

चलेंगे तो कदम मिला के

यहाँ तक पहुँचें भी है

यकीन में भरम मिला के


क़रार की तुम्हीं वजह हो

कभी लगे तुम्हीं सज़ा हो

तुमहीं से है तक़लीफें भी

तुमहीं तो मज़ा हो


पहले से भी और प्यारी

अब ये हालत हुई है मुझे

लग रहा है क़ैद से

अब मोहब्बत हुई है मुझे


दिल जला के मुस्कुराने

की जो आदत हुई है मुझे

लग रहा है क़ैद से

अब मोहब्बत हुई है मुझे