Punjabi • Hindi • English • RegionalClean lyrics. Fast search.
Udaa Ke Le Gayi cover

Bollywood, Hindi

Udaa Ke Le Gayi Lyrics

Airaa Udupi, Mohana Bhogaraju, Rahul Sipligunj, Yamini Ghantasala

Singer
Airaa Udupi, Mohana Bhogaraju, Rahul Sipligunj, Yamini Ghantasala
Album
Hari Hara Veera Mallu (Hindi)
Lyricist
Abbas Tyrewala
Music
M.M. Keeravaani
Label
Tips Music

Music video

Udaa Ke Le Gayi Lyrics

EN

Thoda Thoda Dil Dola Jo

Kadam Kadam Chala Woh Toh

Chhote Chhote Baan Chale

Kahin Mila De Naina Woh Toh


Sara Sar Hava Chale

Jaise Toofaan Uski Saasein

Dekho Dekho Dhoondti Hain

Jaane Kisko Uski Aankhein


Dekho Dekho Dekho Dekho

Hai Kaun Hai Kaun

Hai Woh Hai Woh Kaun?


Khola Usne Pallu Kona

Hua Jaise Jaadu-Tona

Laga Jaise Heere Toote

Bikhri Chandi Pighle Sona


Jhumka Jo Hai Pehna

Apsara Ka Gehna

Gale Ki Mala Se Main

Chahta Hoon Latke Rehna


Arey Socha Meri Baahon Mein

Ek Din Woh Aayegi Gayegi

Jhoomegi Choomegi


Uda Ke Le Gayi

Haan Udaa Ke Woh Le Gayi

Toda Seene Ka Tala

Chura Ke Dil Le Gayi


Uda Ke Le Gayi

Haan Udaa Ke Woh Le Gayi

Toda Seene Ka Tala

Chura Ke Dil Le Gayi


Ayyayyo Ayyayyo

Aur Bata Dil Ko Kya Kya Hua

Ayyayyo Ayyayyo

Aur Bata Dil Mara Ya Bachaa


Dil Awaara Phirta Hoga

Din Bhar Uske Kajal Mein

Payal Sunn So Jata Hoga

Woh Baalon Ke Badal Mein


Ab Bhi Tu Uljha Hai Gaalon Mein

Baalon Mein Kaise Tu Na Phansta

Saara Jag Tujh Pe Hansta


Khoya Hai Ab Tu Bhi

Inhin Savaalon Mein

Tu Ne Kadmon Mein Rakha

Ab Woh Hath Se Gaya

Dil Hath Se Gaya


Arey Mujhko Pata Kya Ke

Main Girne Wala Hoon

Seedha Hoon Saada Hoon

Main Bhola-Bhala Hoon


Uda Ke Le Gayi

Haan Udaa Ke Woh Le Gayi

Toda Seene Ka Tala

Chura Ke Dil Le Gayi


Haan Uda Ke Le Gayi

Haan Udaa Ke Woh Le Gayi

Toda Seene Ka Tala

Chura Ke Dil Le Gayi


Jabse Tere Dil Ko Churaya Hai

Deta Nahin Pal Chhin Jeene

Mere Dil Ke Hi Paas Dhadakta Hai

Jaise Tu Hai Basa Seene


Main Na Kab Yeh Chaha

Aisa Sitam Ho Jaaye

Isse Toh Acha Hai

Jal Ke Khatm Ho Jaaye


Jaagi Jaagi Raaton Ke

Savere Ho Jaye

Dil Mein Jalti Agni Ke

Chal Phere Ho Jaaye


Ara Re Uda Ke Le Gayi

Haan Udaa Ke Woh Le Gayi

Toda Seene Ka Tala

Chura Ke Dil Le Gayi


Haan Uda Ke Le Gayi

Haan Udaa Ke Woh Le Gayi

Toda Seene Ka Tala

Chura Ke Dil Le Gayi Haan